![]() |
|
|
- Parwane ka jal jana to dastoor hota hai,
Usme shama ka bhala kya kasoor hota hai,
Koi roke bhi to kaise is parwane ko,
Apni mohabbat se wo majboor hota hai……
- Dard mein koi mausam pyara nahi hota,
Dil ho pyasa to pani se guzara nahi hota,
Koi dekhe to sahi humari bebasi,
Hum sabhi ke ho jate hai per koi humara nahi hota……
- Raaste aise ho jo chalne ko majboor kare,
Nazaare aise ho jo dekhne ko majboor kare,
Jab maut ka daaman thamna chahe koi,
Saathi aisa ho jo jine ko majboor kare……
- Mohabbat bhi kya cheez hoti hai,
Magar ye bhi kisi kisi ko naseeb hoti hai,
Par dosto pakar leta hai jo daaman iska,
Maut uske kareeb hoti hai……
- Kisi bhi sise ki riyaaish nahi hai,
Mujhe ab sawarne ki khwaaish nahi hai,
Parindo ke tahzeev ko padhna utha kar,
Kahi per badan ki nuaaish nahi hai……
- Duniya se darkar ishq ko chhupana mana hai,
Jalte hue chiraag ko bujhana mana hai,
Mile kisi ka daaman to tham le,
Anyatha akele mein aasu bahana mana hai……
- Zindagi jindadili ka naam hai,
Har safalta aap logo ke naam hai,
Bichhar ke to sabhi bhool jate hai,
Humko aap yaad rakhe yehi pyar ki pehchaan hai……
- Unse milti julti aawaz kaha se laaunga,
Dil ko dilasa dene wala humraaz kaha se laaunga,
Magar afsos_________________
Tajmahal to banwa sakta hoon par mumtaaz kahan se laaunga……
![]() |